Reliance 4G Jio sim ko 3G Mobile Me Kaise Use kare? /How to use Reliance 4G Jio Sim In 3G Phones?
Hello dosto apne reliance 4G jio sim ke bare me suna hi hoga uar ap ese use bhi karte honge aur es sim card ko use karne ke liye apke pas 4G enabled phone hona chahiye tabhi ap jio 4G sim ka 3 month ke liye unlimited internet and calling kar sakte ye reliance jio 4G ke use karne must requirements hai but jinke pas 3G enable phones hai kya unke liye jio sim nhi hai bilkul galat jee nhi yadi ap 3G phone user hai to ye apke liye utna hi helpful hai jitna ki 4G user reliance jio sim ko use kar rhe hai vaise hum apko reliance 4G jio sim ko 3G mobile me use karne ka best aur 100% working trick batane vale hai
Read Also→Airtel Sim me 100% free 3G, 4G internet kaise chalaye? lifetime validity ke sath
agar ap reliance 4G jio sim ko 3G mobile me kaise chalaye? Kaise 3G phone me setup kare? Ya phir 3G phone ko 4G me kaise convert kare? Ye sab soch rhe hai to mai apke liye ye best trick laya hoon jisse app apne 3G me reliance jio 4G sim ko use kar sakte hai.
Read Also→Airtel Sim me 100% free 3G, 4G internet kaise chalaye? lifetime validity ke sath
agar ap reliance 4G jio sim ko 3G mobile me kaise chalaye? Kaise 3G phone me setup kare? Ya phir 3G phone ko 4G me kaise convert kare? Ye sab soch rhe hai to mai apke liye ye best trick laya hoon jisse app apne 3G me reliance jio 4G sim ko use kar sakte hai.
How to use reliance jio 4G sim on any 3G phones 100% working trick?
Reliance jio 4G sim jaise LAVA, SAMSUNG, LG, SONY, IPHONE, MICROMAX, INTEX, HTC, LYF, VIVO, GIONEE, OPPO etc. Phones ke 3G phones me ap reliance jio 4G sim ka use kar sakte hai
Reliance Jio 4G sim ko 3G Mobile me chalane ke liye kya kya chahiye?
1→ Reliance Jio 4G Activate Sim (joki ajkal free me mil rha only Adhaar number lekar kisi Reliance store ya kisi shop par jaye aur Reliance-4G Jio sim lele joki bulkul free aut activate hota hai)
2→ Ek 3G phone /mobile with MEDIATEK CHIPSET PROCCESOE
Apko ek pahle se open i mean chalu Reliance 4G jio sim aur ek 3G smartphone joki upar bataye gye phones me se koe ek hona chahiye lekin mediatek proccesor hona jaruri hai bina mediatek proccesor ke ap Reliance 4G jio sim ko use nhi kar sakte
Kaise pata kare ki mobile me mediatek chipset proccesor hai ya nhi?
Ab aap yr soch rhe honge ki kya mere 3G phones me mediatek proccesor hai ya nhi ye janane ke liye ap CPU-Z app download karke check kar sakte hai CPU-Z app download karne ke liye YHA CLICK KIJIYE aur download karke check kar lijiye yadi apko pta hai to apko es app ko download karne ki jarurat nhi hai
Note→ yadi apka proccesor mediatek hai tabhi app es trick ko fallow kijiye
Note→ yadi apka proccesor mediatek hai tabhi app es trick ko fallow kijiye
Reliance jio sim ko 3G mobile me kaise chalaye /use kare?
1→Ab apko sabse pahle MTK Engineering Mode app google play store se download karne ki jarurat hai ya phir ap YHA CLICK KARKE download kar sakte hai aur install kar lijiye
→ Ab MTK engineering mode app ko open kijiye
3.→MTK app me MTK Settings me jaye
4.→Iske bad Network Selection option par click kijiye
5.→Yha app ""wcdma Gsm"" select kare aur save kare
6.→Apne mobile ko switch off kare aur isme Reliance Jio 4G Sim Insert kare
7.→Ab switch on kijiye DONE✔✔✔✔ABb ap kuchh minutes ka wait kare Network search hone de ek bar network aa jaye to ap full 3 G speed se internet browsing kar skte hai aur unlimited calls bhi kar sakte hai
8.→ Now enjoying!!!! Reliance 4G sim In 3G Handset
Ab ap 4G speed nhi 3G speed me internet ka labh le sakte hai kyoki apka mobile 3G hai
Note.→ MTK engineering mode app me utna hi setting kare jitna apko INDIA SMART HELP dvara bataya gya hai other settings karne se apke mobile me issues aa sakti hai so extra settings na kare
Dosto jaisa ki humne apko bataya ki hum kaise Reliance 4G jio sim ko 3G mobile me kaise chalate hai ( how to convert your mobile 3G To 4G simply in just two minutes) asha karta hoon ki mere dvara batae gyi ye trick apke liy kaphi helpful rahegi yadi apko es trick se Reliance 4G jio sim ko use karne me koe dikkat aa rhi hai to plz hume comment box me jarur bataye hume apki help karne me khushi hogi.
Thanx For Reading
Do Not forget share our post on social media
No comments