Apna aadhar card kaise download kare? easily 2 minute me
How to get your eaadhar in just two minute?
Hii friends welcome back India Smart Help friends aj ka hamara topic hai ki kaise apna aadhar card miss ho jane par uski electronic copy kaise download karte hai aur use kaise print karte hai to chaliye hum eske bare me kuchh bat kar lete hai.
Dosto aadhar puri india me manya apke address ka ek verified document hai jo puri india me har jagah manya hai yadi apke pass apka 12 digit ka aadhar number hai to ap uske jariye apni pahachan karva sakte hai
Aadhar card ki official website www.uidai.gov.in hai yaha ap jakar apne aadhar me koe bhi changes update kar sakte hai aur download kar sakte hai india me har person ka aadhar card hona anivarya hai chahe vo children ho ya younger person ho
Yadi kisi karan vash abhi tak apne aadhar registration nhi karvaya hai to ap apne kisi aadhar canter par jakar new registration karva le anyatha ap aadhar dvara jari suvidha ka labh nhi le payenge
Friends yadi apka aadhar crd kahi missing ho gya hai aur yadi ap chahte hai ki ap uska electronic copy download karna to ap apne smartphone me download kar sakte hai ya phir usme kuchh changes karna chahte hai toh ap changes karte hai
Download karne liye ap simply hume follow kar sakte hai
1>>> Friends sabse pahle apko (aadhar seva) app download karne ki jarurat hai download karne ke liye playstore par jaye aur search box me type kare "aadhar seva" aur download kar lijiye ya phir ap es link par click karke
Download kar sakte hai
2>>> Simply aap aadhar seva app ko open kijiye aur usme ap yadi apko apna missing aadhar card ka electronic copy download karne ke liye to mujhe fallow kijiye simply ap download kar payenge
3>>> Open hone bad ap download aadhar par click kijiye
4>>> Click karne ke bad apke samne ek form khulega jise carefully fill up karna hai
1st - apko apna adhar number enter kar dijiye ya phir apke pass enrolment number hai to ap by enrolment par click karke sari detail fill up karke download kijiye
2nd- yadi apko apna aadhar number pata hai to ap simply apna aadhar number enter kijiye
3rd>> Fir apna full name enter kijiiye haa dhyan rahe apna vo hi name daale jo apne register karvate samay dala tha
4th - Phir apna Area Pincode enter kijiye
5th - Phir apna Captcha enter kijye
6th - Phir get OTP par click kar dijiye
3rd>> Fir apna full name enter kijiiye haa dhyan rahe apna vo hi name daale jo apne register karvate samay dala tha
4th - Phir apna Area Pincode enter kijiye
5th - Phir apna Captcha enter kijye
6th - Phir get OTP par click kar dijiye
5>>> Ab apke registered mobile par ek 6 digit code aayega simply code ko enter kar verify kar lijiye ab apke mobile me automatic download hona start ho jayega
6>>> Download ho jane ke baad ab ye file PDF me jogi jise open karne ke liye apko PDF editor ki jarur hogi
Simply ap ek small size ka google PDF viewer download kar lijiye download karne ke liye ap es link par
7>>> Download hone ke bad install hone de install hone bad ap aadhar card ke pdf file par tap kijiye ab apke samne password enter karne hoga password ki jagah apna pincode use kijiye
8>>> Ab ap apne aadhar card ki electronic copy dekh sakte hai use print kar sakte hai
Bas dosto ajke post me bas etna hi yadi apke man me koe sujhav ya sawal ho to niche comment box me batana na bhule
Yadi apko ye post pasand aaya to plz plz ese facebook par share karna na bhule
Asha karta hoon ki ye post apke liye kaphi helpful rahi hogi
Thank you....!
No comments