How To Make Awesome Gif With Your Name Free
Make Your Awesome Name Gif On Your Android Phone
Hello Friends mai hoon Satyam aur ap hai India Smart Help ki website par dosto mai apka Welcome karta hoon friends aj hum janenge ki kaise apne Android phone me best and awesome gif, videos kaise banaye wo bhi apne name ka simply apne mobile me.
Dosto ajkal har koe facebook whatsapp instagram etc. Use karte honge aur har koe funny gif awesome gif etc. Send karte hai aur apne chatting ko improve karte hai yadi ap khud se apne mane ko gif ya video banana chahte hai to ye trick apke liye hai to chaliye mai apko bataunga.
Kaise apne name ka video banaye? wo bhi apne mobile me.
Aj hum jis app ki madad se best name gif ya videos banayenge vo app hai LEGEND only ye app playstore me best gif maker app hai aur ye ek best app eski rating 4.5 hai aur 1 million download hai
Es app ki sabse khas bat ye hai ki es app ki madad se ap best HD 1080 quality videos export kar sakte hai ya best HD quality gif bhi bana sakte hai aur ye app ads free hai esme koe google ads nhi aate
Simply easy to use hai.
Apne Facebook profile me gif ya video kaise add kare?
Dosto kya apko pata hai ki facebook team ne ek new features launch kiya hai joki bahot hi letest hai ab ap apne facebook profile me mini gif ya ek mini video clip lga sakte hai aj mai apko es post me apne kisi facebook profile me mini video/gif animation lgana batayenge
To sabse pahle mai mai apko mini video/gif animation banana batata hoon.
Read Also>>Apne mobile me youtube ke video kaise download kare?
How to make mini video/gif animation for facebook profile?
1>>> Sabse pahle mai apko Legend App se best awesome apke name ya any other type ka mini videos clip banana bataunga.
To sabse pahle apko hamesha ki tarah apko playstore me jana hai phir search bar me type karna hai "Legend" phir First wale app ko install kar lijiye ya phir ap es link par click karke install kar le
[ Click hare to download Legend Gif. Maker app free]
[ Click hare to download Legend Gif. Maker app free]
2>>> Phir install ho jane ke bad simply open kijiye app open hone ke bad uska interface kuchh es tarah se hoga
Ab ap sabse pahle apne hisab se text enter kar lijiye esme ap 100 text maximum add kar sakte hai.
Phir ap simply play icon par click kijiye apke samne bahut sari beautiful animation show honge jisme se ap apni pasand ke hisab se select kar lijiye.
Aur apne hisab se background colour bhi change kar lijiye .
[ Click hare to install Facebook App playstore ]
Read Aslo>> Kisi bhi phone me 5 facebook aur 5 whatsapp use kaise kare?
3>>> Ab simply facebook app ko open kijiye aur loging kare phir apne profile me jaye aur apne profile picture par click kare.
4>>> Simply ab ap "Select Profile Video" aur apna banaya video select kar lijiye aur upload kar lijiye now done apka profile video save ho chuka hai ab ap page ko refresh kar lijiye ab apka profile video automatic blink hoga yani play hoga jab koe bhi user apki profile par visit karega use apki prfile video automatic play hokar dikhega.
Ye new hai ese apne dosto ko bataye aur unhe bhi animation gif ya vidoe banavakar lagaye.
Dosto yafi apko ye pasand aaye to plz es post ko apne dosto ke sath jarur share kare aur yadi apki es post se related koe saval ya sujhav hai to plz hume comment box me jarur bataye taki hum apki batter help kar sake aur ab hum milte hai new post me tabtak liye bye jay hind vande mataram
Thank you....!
Phir ap simply play icon par click kijiye apke samne bahut sari beautiful animation show honge jisme se ap apni pasand ke hisab se select kar lijiye.
Aur apne hisab se background colour bhi change kar lijiye .
3>>> Ab apka style aur background colour set kar liya hai ab ap simply apne video ya gif ko simply us download wale icon par click karke gif/video me download kar sakte hai.
4>>> After 30-50sec. Ab apka file memory me save ho gya hai
Simply ap sdcard/legend/vid78e74984.mp. me save hai ab ese chahe to apne mobile par wallpaper set kar ya facebook par profile video ki tarah set kar sakte hai.
Maine apko animated gif aur text video banana bata diya ab mai apko us gif ya video ko apke facebook profile pe kaise set karte hai bataunga.
Apne facebook profile par video ya gif animation kaise lagaye?
1>>> Sabse pahle apke mobile me Facebook app install hona jaruri hai toh ap simply use playstore se install kar lijiye ya phir ap es link par click karke install kar sakte hai

No comments