Install TouchPal Keyboard And Make Your Typing Fast And Easy
How To Make Your Typing Expriance Fast And Easy?With TouchPal Keyboard.
Hello Dear Friends Mai hoon Satyam aur ap hai India Smart Help ki website par aur mai apka dil se welcome karta hoon. dear friend keep visiting on India Smart Help.
Dosto ajka topic hai ki kaise apne typing expriance ko batter bana sakte hai vo bhi apne smartphone phone me aur apne chatting ko fast aur correct spelling kar sakte hai wo es simple se trick ko fallow karke.
Yadi ap whatsapp, facebook messenger, instagram, twitter, google+, etc. Social ka use karte hai to apne dekha hoga ki apke sath chat karne wala apka friend apko apse fast typing karke fast reply karta hai aur ap yahi sochte hai ki yarr ye kaise etna fast aur ekdam correct spelling ke sath reply karta hai to ghabra jate hai
Ayt yahi sochte hai ki kaise ye etni fast reply kar rha hai aur kabhi kabhi apka friend apko bol bhi deta hai ki yarr fast reply karo to apko samajh me nhi ata ki kare to kya kare to dosto mai apko bata doo ki ye koe magic nhi balki app bhi fast typing kar sakte hai aur fast reply kar sakte hai aur apke chatting expriance ko aur batter bana sakte hai. Aur ap kud apne dost ko abe fast reply kar bol sakte hai.
Read Also>> Apne Smartphone ko bina touch kiye kaise use kare?
Read Also>> Apne Smartphone ko bina touch kiye kaise use kare?
Why Use TouchPal Keyboard Explain In Hindi?
Dosto mai apko bata doo ki Jis trick ki hum bat kar rhe hai wo trick TouchPal Keyboard par Adharit hai ji ha dosto TouchPal ek aisa keybord hai jisme apko best aur ekdam simple UI mil jata hai joki apko ek best look provide karta hai. Es Keyboard ki sabse khas feature hai ki ap esme correct spelling ke sath best typing kar sakte hai yadi apka koe bhi spelling incorrect bhi jaye to simply acto correct kar deta hai.
TouchPal keyboard me apka many more emoji art mil jate hai aut jo apko best chatting expriance provide karta hai.
TouchPal Keyboard Me Kya Khas Feature Hai?
1st = TouchPal high costmize Keyboard hai jisme apko bahot sare premium theme apko free me mil jate hai jo apke typing expriance ko batter banata hai.
2nd = Ap apne phone ke hisab se TouchPal keyboard ko resize aur Awesome front change kar sakte hai.
3rd = Apko Many more Emoji art collection mil jate hai aur har devices ke liye stable hai ek bar ap use karke dekhiye apka bast keybourd ban jayega.
4th = Apko unlimited Copying Clipboard mil jata hai jisme apne koe bhi sentence copy aur paste kar sakte hai.
5th = Sabse khas ye ki apke device ke Ram ko bahot hi kam use me leta hai aur baki keyboard ki tulna me.
6th = Apko esme incorrect spelling ko correctly typing expriance deta hai ab apka koe bhi sentence incorrect nhi hoga.
7th = Apko esme 100+ Language mil jate hai so ap esme apne preferred languages me fast typing kar sakte hai.

How to install Touchpal keyboard and fully setup?
Hello dosto ab hum janenge ki kaise Touchpal keyboard install karenge aur best setup karenge chaliye jante hai.
1>>> To mai apko bata doo ki TouchPal keyboard apko simply playstore me mil jayega simply ap playstore me jaye aur search bar me TouchPal keyboard type kare aur First vala app install kar le.
Ya phir ap es link par click karke download kar sakte hai.
[ Click hare to download TouchPal keyboard Free ]
Simply install kar lijiye
2>>> Ab ap TouchPal keyboard ko open kijiye aur apke samne kuchh es tarah ka interface hoga.
Simply ap esme 1st wale option par click karke ap TouchPal ko enable kar le aur 2nd wale option par click karke touchpal ko default keyboard select kar lijiye.
Read Also>> Kisi Bhi English Book ko hindi Me kaise Translate kare?
3>>>Ab apke samne apke phone me install sabhi keyboard ahow honge but mujhe pata hai ki apke phone me only ek keyboard hoga jo inbuilt hota hai simply ap usme se TouchPal keyboard ko tick kar dijiye
4>>> Ab next apke samne new option shiw hoga jisme apko apna keyboard theme choose karna hai mai recommend karunga ki ap white theme hi choose kare aur phir next par click kare.

5>>> Ab apko number of row ko on karna hai apko esse keyboard me apko number ka shortcut mil jayega jisse apko fast typing expriance mil jati hai
6>>> Now done apka keyboard setup successful ho gya hai ab apko TouchPal keyboard setting me jakar kuchh settings karni hai settings me jane ke liye ap simply TouchPal keyboard ko open kijiye aur sidebar mune me par click karke setting par click kijiye aur setting me Smart Input par click kijiye.
7>>> Apko Acto-correction ko uncheck kar dena hai aur Auto Saving ko check laga dena hai now done apka touchpal keyboard use karne ke liye taiyar hai
8>>> Now yadi apko TouchPal keyboard ko resize karna hai ap simply keyboard use karte samay ap TouchPal keyboard icon par click kijiye aur Resize par click karke Resize kar sakte hai.
Yadi apko koe other settings karni hai ya theme ya phir voice input etc. Setting karni ho to ap khud kar sakte hai
Dosto es post me bas etna hi yadi apko es post se related koe saval ya sujhav ho to plz hume comment box me jarur bataye aur haa ye post apko kaisa lga plz hume ye bhi bataye ...!
Thanx For Reading.......!!
No comments